Acne / Pimples - Dermatologist
- Location:
- Karachi
Assalam o Alaikum Doctor, Mujhe acne / pimples ka issue hai. Face par dane, nishan aur dull skin rehti hai. Maine TikTok par Gluta One Glutathione 500mg + Sip-C dekha hai jo whitening aur acne ke liye bataya ja raha hai. Kya acne wali skin ke liye ye safe hai? Kya isse acne kam honge ya barh jayenge? Iske side effects kya hain? Please acne ke hisab se guide kar den. Mujhe bina fee wala mashwara chahiye. Age: 23, Female, Karachi Shukria.
1 answer

Aap pareshan na hon. Clinical Psychology aur Homeopathy ke hawale se aap ki rehnumai ki ja sakti hai. Tafseel se baat karne aur munasib treatment ke liye kindly meri online appointment book kar lein.
Need a proper diagnosis?
Forum answers are general guidance and cannot replace an examination. For a diagnosis, book a consultation with a dermatologist — in person or by video.
