amblyopia
- Asking for:
- Someone else
- Patient:
- Male, 11 years old
- Location:
- khanewal
mery bety ki paidaishi eyes tehri hy us ka baqaida elaj nahi karwaya left eye 6/6 and Right eye 6/36 hy .. finally doctor ne kaha k in ki aankhin behtar nahi ho sakti Sirf in ka operate ho ga jis Sy aankh sidhi ho jay gi lekin Nazar nahi barhy gi.. AAP mujhy is k bary bataeay .. bety ki Umar 11 year hy
3 answers

Hello is condition ko lazy eye kehte hain ya amblyopia is main nazar kamzor hti hai aur wapis anay ka chance kam umar main hta hai wapis ane se murad behtar hu skta hai us ilaj ko patching kehte hain baki surgery krne ke baad bhi ankh wapis askti hai ye baat blkl theek hai

Lazy eye.....glasses number??? surgery is possible...
Patient
a year agoglass nahi lagta
Need a proper diagnosis?
Forum answers are general guidance and cannot replace an examination. For a diagnosis, book a consultation with a eye surgeon — in person or by video.

