Anal area ma problem
- Asking for:
- Self
- Patient:
- Male, 17 years old
- Location:
- Faisalabad
Assalamualaikum Doctor Sahab, Main 17 saal ka student hun. Mera problem ye hai: Kafi time se meri ye wali jaga aisi hai, dekhne me theek nahi lag rahi is liye tension rehti hai. Khoon bilkul nahi ata, aur kabz bhi nahi hoti. Sirf stool pass karte waqt thora sa dard hota hai. Sir mere paas appointment ke paise nahi hain, is liye yahan comment kar raha hun. Sir please rehnumai farma den ke ye normal hai ya koi masla hai? Aur agar koi dawai ya ehtiyat zaroori hai to please bta den. Bohat shukriya
3 answers

Are you constipated ..if so take some laxative....fiber diet is good for making soft stool...you can apply lignocain gel on the area
Patient
7 days agoAssalam o Alaikum Dr. Munazza, Meri age 17 saal hai. Mujhe pakhana karte waqt halka sa dard hota hai. - Mujhe kabz nahi hai, pakhana roz normal aata hai - Khoon bilkul nahi aata - Pakhana karte waqt anus wali jagah thori si phool jati hai, bhair ko ati phir khud hi normal ho jati hai Aap ne Lignocain gel ka bataya tha, kya me wo laga sakta hun? Aur kya is ke sath koi aur medicine ki zaroorat hai? Garam pani me bethna shuru kar diya hai. Shukriya. Ager Akali medicine sa aram a gay wo bi bta da sukria ?

Homeopath medicine la lain

Ur query is well understood but detailed history needed for better outcome book appointment for one on one consultation for as low as Rs 0 for today ur issue would be resolved IA.
Patient
7 days agoAssalam o Alaikum Dr. Sanaullah, Meharbani ho gi agar aap yahin pe bata dein, appointment book karna mere liye mushkil hai. Meri age 17 saal hai. Mujhe pakhana karte waqt halka sa dard or wase bi Halka sa hota hai. - Mujhe kabz nahi hai, pakhana roz normal aata hai - Khoon bilkul nahi aata - Pakhana karte waqt anus wali jagah thori si phool jati hai, bhair ko ati ha phir khud hi normal ho jati hai halki halki Dard hoti ha Please yahin pe bata dein ke is ke liye kya karun, koi gel ya medicine ki zaroorat hai ya garam pani aur diet se theek ho jaye ga? Bohat meharbani ho gi. waiting your reply ? ---
Need a proper diagnosis?
Forum answers are general guidance and cannot replace an examination. For a diagnosis, book a consultation with a general physician — in person or by video.
