Skip to main content
Marham

Book Video Consultation

  • Stay Home
  • No Waiting in lines
  • Audio/Video Call
  • PMDC Verified Doctors
View Online DoctorsView Doctors

Heamoglobin level

Asking for:
Self
Patient:
Female, 35 years old
Location:
Lhr

Aoa Mera masla yeh ha k mere hb level hamesha low rehta ha last ten years se hi Iron tabs lun to 10 to 11 jaata lr Chordun to phir se 7 ya 8 tak ajaata Me chahti hun jese body main normaly blood banta ha vese bane or Khoon ki Kami na no Me meat main chkn leti hun Daiky two Eggs leti hun Khaana Peena thik ha phir bhi khoon ki kami rehti or sab kehte khoon ki kami ki vaja se wazan berhta ha tmhara

5 answers

Dr. Muhammad Wasi

Dr. Muhammad Wasi

MBBS
General PhysicianIslamabad4.9

Asalam u Alaikum and Greetings! Sab se pahli cheez ap ye dekhain k kia apko body mein kahin se bhi bleeding to nahi hoti! Urine ya stool mein blood to nahi ata. Monthly bleeding ziada ya irregular to nahi hoti. Agar aisa nahi hai to ap apna Hb Electrophoresis ka test karvain. Thank you!

7 years ago
Dr. Kaynat Ilyas

Dr. Kaynat Ilyas

MBBS , M.Phil. In Hematology
HematologistHyderabad4.9(7 reviews)

apko koi aur masla h? is k ilawa.. koi meday ka masla ya menses ka koi problem etc tau koi recent cbc ki report hui h koi??

7 years ago
Homeopathic Dr. Muhammad Umar Farooq

Homeopathic Dr. Muhammad Umar Farooq

DHMS, RHMP
HomeopathLahore4.9(3 reviews)

Apki complete history and symptoms chahiye phr diagnosis hogi cause so behtar hy k appointment lai ya call krai through marham for proper treatment

7 years ago

Anonymous User

7 years ago

aap ke kuch aur tafseelat ka maloom hona zarorri hai. maslaan, is problem ko kitni mudat ho gaiye hai? mahwari ziada aati hai, ? maiday main dard or jalan to naheen rahti, pakhana kala to naheen hota, khandan main kisi ko kisi kism ki khoon ke bemari to naheen? chota ya bara gosht bhi khati hain? bachay kitnay hain? In kay jawab kay baad kuch test tajweez kiaye ja saktay hain

Dr. Usman Tahir

Dr. Usman Tahir

MBBS, IMM ( hematology), FCPS (Hematology)
HematologistLahore4.9(51 reviews)

call me through marham

7 years ago

Need a proper diagnosis?

Forum answers are general guidance and cannot replace an examination. For a diagnosis, book a consultation with a hematologist — in person or by video.