Urinary blockage and incomplete bladder emptying
- Asking for:
- Self
- Patient:
- Male, 25 years old
- Location:
- Kashmor
Assalam-o-Alaikum doctor sahib, mujhe peshab ka ek masla hai. Pehle peshab sahi aata hai, lekin lagta hai ke andar kuch peshab baqi reh gaya hai jo bahar nahi aa raha hota. Phir jab main washroom mein hi 30 se 40 second ke liye khara hota hoon aur dobara bethta hoon, to ruka hua peshab qatron ya thori miqdar mein bahar aata hai. Is tarah mujhe ek hi dafa mein poora peshab saaf karne ke liye 2 se 3 baar khare ho kar dobara bethna parta hai Mera weight bhi kam hoa hai pehle se or mujhe feel hota hai k Mera bladder ya penis pehle se kamzoor hogya hai mujhe masturbation ki bhi adat hai Kiya zyda masturbate ya ghalat tarike se masturbate Kiya hoa os ki wajah SE TU ye nahi ho Raha . Kindly mujhe guide karein ke yeh kya masla hai aur mujhe kon sa test karwana chahiye?"
1 answer

Today I am available for online & Physical
Need a proper diagnosis?
Forum answers are general guidance and cannot replace an examination. For a diagnosis, book a consultation with a urologist — in person or by video.
