Urological
- Asking for:
- Self
- Patient:
- Male, 19 years old
- Location:
- karachi
Asalam o alikum Doctor Sahab, Meri umar 19 saal hai, qad 180 cm aur wazan 148 kg hai. Main aap se apne kuch masail ke baare mein mashwara lena chahta hun. mein 5 years se depression mai tha apni nani ke inteqal ke bad se. uski wjha se mene kaafi over eating kari aur apna weight 53kgs tk increase kia. mjh aik buri adat jese masturbation ki lag gayi. mai pechle 5 saal se masturbation kr rha hn magar mene us duran 2 dafa chorne ki kosish bhi kari hai aik dafa 113 din aur aik dafa 126 din, mein ab dobara se yeh adat chor chuka hn 100 days hogaye hain aur mjh is 100 days mai 2 dafa nightfall bhi hua hai. magar mjh masturbation karty hue yeh to feel hota tha ke mjh premature ejaculation ha q ke mai 1 minute se zyada kar nahi pata tha. mere Zkar ki lambai erect mai 3.1 inches hai. mein kaafi pershan hun, please mjh iska solution btayen kia mai wapsi theek hoskta hn agar mai masturbation chordun aur weight loose krne par focus karun ? kia mene zakr ki lambai bhi barh jaygi 50kgs wazan kam krne ke bad ? shukriya
1 answer

Aap ka masla bohat jald aur thori si medicine se bilkul theek ho sakta hai, fikar na karein. Tafseel se baat kar lein, kindly online mere appointment book kar lain
Need a proper diagnosis?
Forum answers are general guidance and cannot replace an examination. For a diagnosis, book a consultation with a urologist — in person or by video.
