wisdom teath
Aoa mari aqal darh pa masoora hai aur thori si nazar aati hai aur masoore ki waja se aqal darh naklne men dushwari ho rahi hai 8 mah ho gae hain kaindly koi tareeqa btaen k aqal darh se gosht hat jae thanx
1 answer - Read Answer by Dr. Aqeela Rafique




